Ek pativrata Wife 1

Dheeru ke pas kuch nahi bacha tha. Naukri chali gayi thi — company ne bina wajah kat diya, aur ek mahine ka vetan bhi rok liya. “Settlement bad mein hoga,” HR ne kaha tha, aur wo “bad” kabhi nahi aya. Jama do mahine mein khatm ho gaya. Pehle kiraya, phir bijli ka bil, phir ration.

Ek pativrata Wife 1 Read Post »